----{ Maa Baap se Rakho Dosti Maa Baap Phir Milte Kaha }----
✿ Ho gaye bacche jawan boodhi ho rahi hai maa,
✿ Be khawab aankho me khawab bo rahi hai maa,
✿ Roti apne hisse ki de k apne baccho ko,
✿ Sabr ki rida odhe bhooki so rahi hai maa,
✿ Sans ki mariza hai phir bhi thande pani se,
✿ Kitni sakht sardi me kapde dho rahi hai maa,
✿ Gair ki shikayat par phir kisi sharart par,
✿ Maar kar mujhe khud bhi ro rahi hai maa,
✿ Khailne se jo mujhko rokti thi mitti me,
✿ Odh kar wohi mitti aaj so rahi hai maa. :’( :’( :’(
"MAA" Koi bataye is lafz ka matlab: Pyar, Wafa, Muhabbat, Lagan, Parwa, Sachai, Khuloos, Pakeezgi, Sukoon, Khidmat, Mehnat, Dua, Dost, Hamadard, Rehnuma, Ustaad, Maasoomaiyat, Ibadat, Imaan, Diyanat, Jazba. Ye sab Meri MAA ki khubiyon ki ek jhalak hai, Warna meri MAA ki khobiyan to itni hain alfaaz khatam ho jaen, magar Maa ki tareef puri nahi ho sakti.
Ya Allah bless my parents ♥
رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا
"My Lord, bestow on them thy mercy even as they cherished me in childhood. (The Holly Quran - Chapter 17, Bani Isra’il - Verse 24) Aameen

No comments:
Post a Comment