AS-SALAM ALEKUM
Ek martaba hamare pyare Nabi Salallahualaiuwasallam ne hazrat Ali se farmaya, “Aye Ali! Rozana raat ko paanch kaam karke soya karo”. To hazrat Ali ne pucha “Aye Allahatala ke rasool, yeh kaun se aise paanch kaam hai?” Phir Nabi Salallahualaihuwasallam ne kaha,
1) Char martaba Surah “Fatiha” padkar soya karo, iska sawab char hazar dinar sadka karne ke barabar hai.
2) Teen martaba Surah “Ikhlas” (Kulwallahuahad) padkar soya karo, iska sawab ek Quran-e-majeed ke barabar hai.
3) Dus martaba “Istaakfaar” padkar soya karo, isse do ladne wale ke darmiyan samjhauta karane ke sawab ke barabar milenga.
4) Dus martaba “Darudsharif” padkar soya karo, isse Jannat ki keemat ada hogi.
5) Aur aakhir mein char martabe teesra kalma .
Allahumma inni ala Zikrika wa Shukrika wa husni ibadatika

No comments:
Post a Comment