*.* ♥ AsSalamuAlaikum Wa Rehmatullahe Wa Brakatuhu ♥
*.*
*.*
Ibn Abbas Radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne Farmaya
Mainey Jannat mein jhaanka to wahan ke log Aksar wo they jo Faqeer hain,
Aur Mainey Dojakh mein jhaanka to to wahan aksar Aurtein thi.
Sahih Muslim , Vol6, 6938
.•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸¸.•*´
Hazrat Abdulla Ibn-e-Abbas Radi Allahu Anhu se naqal karte hai k Anhazrat Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam ne farmaya :
" Mujhe dozaq dikhai gayi to usme zyada tar Auratein thi jo kufr karti thi. "
Kaha gaya Huzoor kya wo Allah ke sath kufr karti hain?
Ap Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam ne farmaya ke khawind (shohar) ki nashukri karti hain. Or ehsaan ki nashukri karti hain.
Agar tum umar bhar unme se kisi ke sath ehsaan karte raho.
Phir tumhari taraf se kabhi koi unke khayal me nagawari ki baat ho jaye to foran keh uthe gi k maine kabhi bhi thujh se koi bhalai nahi dekhi.
(Bukhari, Volume 1, Book 1, Number 29)
Mainey Jannat mein jhaanka to wahan ke log Aksar wo they jo Faqeer hain,
Aur Mainey Dojakh mein jhaanka to to wahan aksar Aurtein thi.
Sahih Muslim , Vol6, 6938
.•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸
Hazrat Abdulla Ibn-e-Abbas Radi Allahu Anhu se naqal karte hai k Anhazrat Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam ne farmaya :
" Mujhe dozaq dikhai gayi to usme zyada tar Auratein thi jo kufr karti thi. "
Kaha gaya Huzoor kya wo Allah ke sath kufr karti hain?
Ap Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam ne farmaya ke khawind (shohar) ki nashukri karti hain. Or ehsaan ki nashukri karti hain.
Agar tum umar bhar unme se kisi ke sath ehsaan karte raho.
Phir tumhari taraf se kabhi koi unke khayal me nagawari ki baat ho jaye to foran keh uthe gi k maine kabhi bhi thujh se koi bhalai nahi dekhi.
(Bukhari, Volume 1, Book 1, Number 29)
No comments:
Post a Comment