Translate

Saturday, 10 November 2012

Namaz


Allah k nabi ne dunya se jate waqt farmaya tha a meri umat namaz na chodna mera akhiri paigham allah ki mehboob ki akhiri wasihat “assalat wama malekat emanakum

Namaz na chodna ye akhiri paigham tha.ye paigham poochana hai dear  logo k allah k ghar tak lana hai koi merd aurat benamazi na ho ….

Dear wo matha bada badnasib hoga jo zameen par teek ne se mehroom raha wo hath khayamat k din bade badnasib honge jo allah k dabaar me bandh ne sadat se mehroom rahe …

Karbala khayam hai “ ahle-e-bait” ka khoon aaj pani ki tarha beh raha hai sir dard kat rahe hai kainaat k k afzal tareen insaan aaj wo tiron ki zad me hai nezo k zad me hai or zawal ka waqt dhalta hai or hazrat Husain (RAT) aapne leshkar k right hath k sardar zeher ubnul khair (RAT) ko bulate or farmate hai jao in khufe walo se kaho thodi dair k liye jang band kare hummeh namaz padne do … na padte toh kyat ha namaz toh allah ki raza k liye hai na jannat k liye hai na allah toh phele hi razi ho chukka hai na..

Jang sura hone se phele hazrat Husain (RAT) thodi se neend aa gae toh hasne lage bahen jaizab ne poocha bhai kyun muskura rahe ho toh farmaya khaab me allah k nabi aaye hai farmare beta mai tummeh lene k liye achuka hu …

Agar namaz nhi padte toh kya harj tha lekin ye umat ko paigham kaise poochta sare daar namaz nhi chodi jati …

Toh unho ne ja kar kaha shimar se thodi dair k liye jang band kare hummeh namaz padne de us kambhak ne kaha hum tumhe namaz me bhi khatal karenge wapas aakar bataye k wo namaz padne ki ejazat nhi de rahe hai k hum khatal karenge toh phir namaz toh nhi chod sakte adhe in se lado or adhe allah hu akbar kaho or umat ko ye paigham de do k u bhi namaz padi jati hai.

Namaz nhi chodi adho ne namaz padi or adhe ladte rahe or ye namazi na phele tariq ne dekhi na zameen asmaan ne dekha par kya namaz thi jo darti ne dekhi or asmaan ne jhaka suraj ne dekha kainaat arsh arsh pukaar uthi u bhi allah k darbaar me sajde kiye jate hai .

Is tarha ki khurbaniyo se namaz hum tak poohchi hai

No comments:

Post a Comment