Allah k nabi ne dunya se jate
waqt ye elan kiya tha k umar jannati hai abbubakar jannati hai ali jannati hai.
Toh jo hazarat ali the un ka hath mere nabi ne pakda or sine se kharib kar k
farmaya ali tujhe Mubarak ho tera ghar jannat me mere ghar k samne hoga sirf
jannat nhi , jannat me tera ghar me ghar k samne hoga .toh ye ali bin abitalib
raat ko rozana ek din nhi har raat ko…
hazrat ali k do shagird mashur hai ek kumair or zarar bi zamra kinani .. toh zarar bin zamra kinani aap ki tariff farma rahe hai aap ki shahdat k baat kisi ne kaha k ali kaise the toh wo jawab dete hai .. ali ali dunya ki ronako se bezar tha raat k andhero se pyar karta tha mai ne kaee dafa dekha … jab raat thak chuki hoti hti or tare so chuk hote the ek admi gufe me mussale par baitha do na hatho se aapni dadi ko pakada hota tha or tadapta tha jaise saanp ka dasa tadpe or rota tha jaise ghamo ka mara roye phir dunya se kehta a dunya meridhok me na aa mujhe Dhaka na de dur ho ja dur ho mai tujhe 3 talaq de chukka hu umar teri thodi majlis teri hakhir khusyaan teri thodi gham tere thoda ……

Or aakhiri baat phir ek zor
ki awaz hoti ya allah ya allah phir kehta hey mere rab mera pass amal bahot
thoda hai ,,thode amal wala yahan aasakta hai nabi k ghar k samne … a mere rab
near amal thoda hai mujhe akele jana hai ya allah mere upar rahem karna…
No comments:
Post a Comment